Kamis, 09 Juni 2011

Hum Saath Saath Hain

Hum Saath Saath Hai
Here is the song 'Hum Saath Saath Hai' from movie 'Hum Saath Saath Hai'.
Phoolon Mein Khushboo Hai, Is Dil Mein Ek Tu Hai,
in the flowers there is scent, in my heart there is only u

Janmon Ke Saathi, Hum Saath Saath Hain,
partners for life, we are together always

Nainon Mein Jyoti Hai, Seepi Mein Moti Hai,
in eyes there is sunshine, in the shell there is a pearl


Janmon Ke Saathi, Hum Saath Saath Hain...

Jaise Hanson Ke Sung Hansini,
like with a swan there is a female swan

Jaise Chanda Mein Hai Chandni,
like in the moon there in moonlight

Jaise Kaviyon Ki Ho Bhavana,
like the feelings of poets

Jaise Man Mein Koi Kamana,
like the wish of my heart

Diya Aur Baati, Hum Saath Saath Hain,
took and gave, we are together


Janmon Ke Saathi, Hum Saath Saath Hain...

Jaise Aankhon Mein Ho Shokhiyan,
like in the eyes there is a interest

Jaise Hothon Pe Ho Surkhiyan,
like on the lips there is a mmarks

Jaise Saawan Mein Jhoome Jiya,
like in the weather u heart entices

Jaise Sajni Ke Sung Ho Piya,
like with the girl there is her guy


Diya Aur Baati, Hum Saath Saath Hain,
Janmon Ke Saathi, Hum Saath Saath Hain...












Maiya Yashoda
Here is the song 'Maiya Yashoda' from movie 'Hum Saath Saath Hai'.
maiyya yashoda ye tera kanhaiyya
mother yashoda+, your kanha+

maiyya yashoda ye tera kanhaiyya panghat pe meri pakde hai baiyyaan
he holds my wrist at waterfront (i.e. flirts with me)

tang mujhe karta hai sang mere ladta
he teases me, he fights with me

raamji ki kripa se main bachi - 2
saved by but the grace of lord

raamji ki kripa se
by the grace of lord


maiyya yashoda ye tera kanhaiyya panghat pe meri pakde hai baiyyaan
tang mujhe karta hai sang mere ladta
haay
raamji ki kripa se main bachi
raamji ki kripa se main bachi
raamji ki kripa se

gokul ki galiyon mein jamuna kinaare
in the streets of gokul+, on the shores of jamuna+

vo to hai kankaniya chhup chhupke maare
he throws pebbles at me stealthily

natkhat adayein soorat hai bholi
his mischieveous styles, his innocent face





holi mein meri bhigaaye vo choli
he wets me during holi

baiyyaan na chhode
doesn't leave arm

kalaiyyaan marode
twists the wrists

baiyyaan na chhode kalaiyyaan marode
doesn't leave arm, twists the wrists

paiyyaan padoon phir bhi peechha na chhode
even when i beg, he doesn't leave me alone

meethi meethi baaton mein mujhko phasaaye
he weaves me in magic of sweet nothings

haay
sigh

raamji ki kripa se main bachi - 2
saved by but the grace of lord

raamji ki kripa se
by the grace of lord


jab jab bajaaye mohan muraliya
whenever mohan+ plays flute

chhan chhan chhanakti hai meri paayaliya
my anklets tinkle

neinon se jab vo kare chhedkhaani
when he flirts with me with his eyes

dil thaame reh jaaye prem deewani
i cannot help but hold my heart

sadh budh gawaayi
i have lost my senses

neendein udaayi
and my sleep

sadh budh gawaayi neendein udaayi
i have lost my senses and my sleep

jo karne baithi thi vo kar na paayi
i couldn't finish what i sat to do

badi mushkil se dil ko sambhaala
i had to control my heart with great effort

haay
sigh

raamji ki kripa se main bachi - 2
saved by but the grace of lord

raamji ki kripa se
by the grace of lord


gokul ka kaanah re dil mein samaaya
kanha+ of gokul+ has occupied my heart

main bhaagyashaali inhein maine paaya
i am fortunate to have found him

maana ki sabke hain ye kanhaiyya
agreed that he is darling of all

kehlayenge bas tumhaare hi maiyya
yet he will be still your son

pyaara piya hai
darling is lovely

tumne diya hai
all thanks to you

pyaara piya hai tumne diya hai
darling is lovely all thanks to you

mamta ke aanchal mein humko liya hai
you have taken us all in your loving shadows

charnon mein tere o maa humko rehna hai
we have to live under your blessings

raamji ki kripa se haan ji haan
by the grace of lord, yes, yes

raamji ki kripa se haan ji haan
by the grace of lord, yes, yes

raamji ki kripa se
by the grace of lord

0 komentar:

:a: :b: :c: :d: :e: :f: :g: :h: :i: :j: :k: :l: :m: :n:

Posting Komentar